Objection :(HAZRAT MOOSA SUHAG)
HAZRAT MOOSA SAHAG MASHOOR BUZURG GUZRE HAIN ....MAIN IN KI ZYARAT SE MUSAHRAF HOWA HOON.ZANANA WAZAH RAKHTE THAY .AIK BAT SHADEED KEHAT PARA.BADSSHAH KAZI WA AKABIR JAMA HOKAR HAZRAT KE PAS DUA KE LIYE GAE APP IN KAR FARMATE RAHE KE KYA MAIN DUA KE KABIL HOON.JAB LOGOON KI ILATAJA HAD SE GUZAR GAI TO AIK PATHAR UTHAYA AUR DOOSRI HATH KI CHORION KI TARAF LAE AUR ASMAN KI TARAF MOON UTHA KAR FARMAYA .MEEN(RAIN)YA APNA SUHAG WAPIS LIGIEN .SUHAGAN BIWI KA YEH KAHNA THA KE GHATEIN PHAR KI TARAH UBREEN AUR JAL THAL HO GAI.
.
.
BOOK:-MALFOOZAT AHMED RAZA BARELVI VOL 2 OG NO 94 PRINTED BY MADINA PUBLISHING KARACHI)
Answer :
.. was asked a question "What are the signs of a Majzoob?"
Before discussing this I would like to post the translation since many of us cant read urdu it would be an eye opener for those to read this transliteration from book
The transliteration as follows :-
"Question: Hazrat Majzoob Ki Kya Pehchan hai?
Ans: Sacche majzoob ki ye pehchan hai ke Shariat-e-Mutahrah ka kabhi muqabla na karega.
hazrat Sayeduna Musa Suhan rehmatullah alai mashoor majaib se the.Ahmadabaad mein mazar shareef hai.mai zyarat se musharraf hua hun. zana waza rakhte the.
Ek baar Qahat Shadeed para. Bashah wa Qazi wa Akabir jama hokar Hazrat ke pass dua ke liyee gayee, inkar farmate rage ke mai dua ke qabil nahi hun. jab log ki Ah wa zari had se guzri. Ek patthar aur doosre hath ki chudiyon ki taraf layee aur asman ki janib mu utha kar farmaya "Meh na Behjiyee ya apna suhag lijiyee" ye kehna tha ke Ghatai Pahad ki taraf umdi aur jal thal bhar diyee.
Ek din namaz Juma ke waqt bazar mein jaa rahe the.Udher se Qazi-e-Shahar jama masjid ko jaate the ayee. Unhe dekh kar amr bil maroof
(Bhale kaam ki dawat) kya ke Ye waza mardon ko haram hai. Mardana libas pehne aur namaz ko chalein. is par inkar wa muqabla na kiyaa.
Choodiya aur zewar aur zana libass utar kar masjid mein ho liyee.Khutba SUna.Jab Jamaat Qaym hui aur Imam ne takbeer tahreema kahi ALLAH HU AKBAR sunte hi unki halat badli farmaya "ALLAH HU AKBAR mera Khawind La ya mut hai ke kabhi na marega aur ye Mujhe Bewa kiyee dete hai!" Itna kehna tha ke sar se paw wahi surkh libas tha aur wahi choodiyan.
Andhi taqleed ke taur par unki mazar ke baz mujawar ko dekha, ke ab tak libas kade pehante hai.Ye GUMRAHI HAI. SUFI SAHAB TAHQEEQ AUR MUQALID ZINDEEQ (JAHANNAMI)."
Question: WHat are the signs of Majzoob?
Ans:The signs of a true majzoob are that he shall never compete against the PIOUS SHARIAH.
HAZRAT SAYEDUNA MUSA SUHAG rehmatullah alai was a famouse majzoob(Majzoob is one who is so absorbed in ALLAHS love that he is not able to hold his senses).His blessed mouslem lays in Ahmedabad.I have had the honour of meeting him as well.He used wear feminine attair.
Once there was sever famine , the king , the qazi, and the Islamic scholars of the time gathered around him requesting him to make dua.He kept turning down their requests saying he didnt desrve it. But when the pleading and requests crossed extremes he took a stone in one hand and lifted his other directing towards his bangles he lifted his head towards the sky and cried out "Either send down rain or take your suhag" The moment he said so clouds showered rain to the extent there was water everywhere.
One day at the time of juma he met the Qazi of city who advised him that his feminine attair is Haram and he should leave them and perform jumma with him.Sayeduna Musa Suhagalai rehma did not object and removed the bangles and jewellery and the feminine attair he was wearing and arrived in the Masjid.Heard the Khutba. When the jamaat was about to begin and the Imam said the Takbeer-e-Tahreema "ALLAH HU AKBAR" .. The Majzoobs state changed he called out "ALLAH HU AKBAR my husband is 'LA YA MUT'(One who cannot die) and they are making me a widow" The moment he said so he was instantaneously back to his old form, back were the bangles,jwellery and the red dress. THE BLIND FOLLOWERS WHO TOOK CARE OF THE MAJZOOBS GRAVE STARTED WEARING FEMININE ATTAIR TOO. THE SUFI WAS AUTHENTIC BUT THE FOLLOWERS ARE BEING DWELLERS OF JAHANNAM
It should be noted that RasulUllah sallalla ho alai he wa sallam has exempted mad men from laws of Shariah.That was the reason although it was an Islamic rule in Ahmedabad then, the majzoob was not put on trial.Since its difficult to differentiate between true Majzoob and the fake Imam Ahmed Raza shows this basic quality in them which is that they shall never denounce shariah when put forward to them. Their behavior may appear to be against shariah but when shariah confronts them they never rebel against it.
Imam Ahmed Raza a great MUFTI and JURIST himself gives the fatwa in the end that those who men with senses who imitate the unislamic ways of the sufi are dwellers of HELL.
The incident is about a majzoob it does not say that his actions were correct.
My question :
WHERE DID YOU GET THESE LINES FROM THE ABOVE TEXT.
SUHAGAN BIWI KA YEH KAHNA THA KE GHATAEIN ...
THE ACTUAL URDU TEXT JUST SAYS "YEH KEHNA THA".. WHY DID YOU ADD YOUR LIES .???
ALA HAZRAT IMAM AHMED RAZA REHMATULLAH ALAI NEVER CALLED SAYEDUNA MUSA SUHAAG AS ALLAHS WIFE mazAllah.. It was Musa Suhag alai rehma in his state of intoxication refered himself in the way described in the Malfoozat-e-Ala Hazrat.
Also the book name you have mentioned isn't correct either
>> BOOK:-MALFOOZAT AHMED RAZA BARELVI VOL 2 OG NO 94 PRINTED BY MADINA PUBLISHING KARACHI)
Its Malfoozat-e-Alahazrat by his son Huzoor Mufti-Azam-e-Hind Mustafa Razan Khan alai rehma.
May Allah Pardon me if i have made any mistake in translating or transliterating Sayeduna IMAM AHMED RAZA ALAI REHMA's Text. Ameen Assalato wassalam alai ka Ya RasulAllah