Auliya Allah
[Friends of Allah ]

Kaun hai Auliya allah

[Yunus 10:62] Pay heed! Indeed upon the friends of Allah is neither any fear, nor any grief. (The friends of Allah are the best in the creation.)

[Yunus 10:63] Those who have accepted faith and practice piety.


katra Apne saath Dariya lekar Baitha hai.

Katre ki meraaj yahi hai ke wo Dariya mae GUm ho jaye.

Jo katra dariya se alag hotaa hai wo raet ame Dafn ho jataa hai , Duniya usee bhool jati hai.

Jo katra apne dariya se wabistagi rakhtaa hai., Kabhi katraa tha abhi Dariya kehlata hai..

Jaab isq sikhataa hai Adabe Khuda gahi

khul tae hai Gulamoon par asrar e Sahensahi

Dara aur Sikandar se wo Mard e FAKIR Aula , wo jis ki FAKIRI mae Boo e Asadullaha hi

Allah ke sheron ko ati nahi Roobahi.

BESHAK jo log ALLAH ke Vali(dost, kareebi) hai ,

unhe koi khauf nahi hai,

koi gum nai hai..

KOI problem nai hai....

Maula Ali is badshah of Vilayat. Badshah ki baat baad mae hogi pehle un ki sultanat ke Vali ko dekh le to shayad kuch andaza hogaa ki badsahah kis Mukaam par hai.

Jaise Quraan mae tamam Paigambaron ka Zikr aya , unke kamalat. Aur farmaya Humare nabi sallahoaliwasallam Sayyadul Ambiya

Yun to Quraan hai hidayat ke Kitaab .

par kisi ka tasqeraa Maqsood hai

Chal Qalam aab HAMD e RAAB Maqsood hai....


[A/I`mran 3:37] So her Lord fully accepted her (Maryam), and gave her an excellent development; and gave her in Zakaria’s guardianship; whenever Zakaria visited her at her place of prayer, he found new food with her; he said, “O Maryam! From where did this come to you?” She answered, “It is from Allah; indeed Allah gives to whomever He wills, without account.” (Miracles occur through the friends of Allah.)

[A/I`mran 3:38] It is here that Zakaria prayed to his Lord; he said, “My Lord! Give me from Yourself a righteous child; indeed You only are the Listener Of Prayer.”

[A/I`mran 3:39] And the angels called out to him while he was standing, offering prayer at his place of worship, “Indeed Allah gives you glad tidings of Yahya (John), who will confirm a Word (or sign) from Allah, - a leader, always refraining from women, a Prophet from one of Our devoted ones.”