Oct 23, 2008 12:30pm
Me: AOA .. aurat ka apnay bhai, baitay aur baap sai kitna parda hota hay?
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: in kay samnay chaehra gool skatee he
Me: bas? you mean only face is allowed
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: agerchay ijazat ser bazoo waghira golnay ki bhi he lakin ihteyat isi myn he keh bila zarorat na gola jay
Me: main nain kahin parha tha key zaroorat parnay per, naaf sai ghutnoon taq kay ilawa baqi tamaam body dikhai ja saqti hay ... is this correct ?
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: mazkora sorat myn pait ur peet bhi sater myn shamil he