Mar 24, 2009 3pm
Me: kia bachay ka aqeeqa, birth kay saatvain ( 7th ) din karna zaroori hota hay ?
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: mustahab yehi he keh satwyn din kia jay lakin ager na ker sakay to baad myn bhi ker saktay hyn.
Me: aur aqeeqa 7 din sai pehlay bhi kar saqtay hain ?
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: kar sakty hain magar sunnat satwain din karna hai