Jan 1, 2009 2:20pm
Me: AOA .. agar ham pehli rakat namaaz main miss kar dain, jumaat sai perhtay hoay .. toa phir akhir main us rakat ko ada kartay hoay, Sana parhtay hain yah nahin ?? yani jab imam sahab salam phair dain??
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: yes .. sana sy shuru karain ghy
Me: aur jumaat main miltay waqt, sirf niyyat kar kay shamil ho jaatay hain??
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: takbeer bhi kahain ghy .. niat ,takbeer kah kar jamat main shamil hu jain ghy