Jan 27, 2009 1pm
Me: AOA .. khawateen ka ikathay namaaz darust hay? yani jumaat sai? agar darust nahin hay toa, kia nafal namaazain ( maslan Salat-o-Tasbeeh ) bhi ikathay nahin parhi ja saqtin?
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: ws .. khawateen kay lai jmat kerwana makroh he is lia is say ihterz keryn kahs toor per nawafil ki jmat say ihterz lazmee he
Me: yani Farz namaaz ki jumaat karwa saqti hain ??
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: aurtyn ferz jamat akialay perhyn jamat na kerwayn
Me: ok, is baray koi hadees aap ko yaad hay ?
Me: aap nain kaha "aurtyn ferz jamat akialay perhyn jamat na kerwayn" and you said "khawateen kay lai jmat kerwana makroh he is lia is say ihterz keryn kahs toor per nawafil ki jmat say ihterz lazmee he" Now I want to know, do you know any Hadees/Reference on this topic?
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: aap mail kar dain ummqura@brain.net.pk
Me: ok