Jan 6, 2009 2:30pm
Me: AOA .. kia yeh darust hay kay "Salam kerna Sunnat aur Salam ka Jawab foran dena wajib hai"
Mufti Online @ Jamia Ashrafia: ws .. salam ka jawab daina wajib hai .. laikin furan daina lazim nahi hai magar munasib andaz main dia jay .. aur agar jis ku slam kia ghia hia kisi masrufiat ya kam main mashgul hia tu phir wajib nahi hia .. maslan tilawat kar raha hai waghairah
Me: ok, thanks