Ghazals of Ghalib
Translated by
Browzers Guide
Couplets are rhythmical, end with a word individual or composite. The last oval determines the alphabetical order. The meaning of the word is a give away to the thoughts of the poet. Urdu poetry is hardly titled but poets normally put their signature. Asad, Asadulla Khan, Ghalib were employed by Ghalib.
Against page number alphabet “S” denones single couplets “C” denones collection.
*****
A, a, aa, A leef is first letter in urdu alphabet.
1. Aayaa : Came
Maye nae Majnu peh ladakpan mae Asad
Sang uthaayaa thaa keh sar yaad aayaa
Page 30 (C) 5 (s)
2. Aashnaa : Acquaintance; comrade; friend lover;
paramour.
Koehkan naqqaashe yek thimshaale Sheereen thaa, Asad
Sang sae sar maar kar huwae naa paidaa aashnaa
Page 240 ( C)
3. Apnaa : Of or belonging to self; one’s own, personal; individual; exclusive; dear one; relative.
Ham kahaan kae daanaa thae, kis hunar mae yakthaa thae
Bae-sabab huwaa Ghalib dushman aasmaan apnaa
Page 182 (C) 6 (s)
(i)
4. Baandhaa : Bhandhna : To tie, to fasten,
to shut; to bind; to pack; to compose; to chain, to embank; to fetter; to captivate; to join together (in marriage); to construct (bridge); to levy (tax); to design; to plan.
Na baandhae thashnagayee zauq kae mazmoon, Ghalib
Garcheh dil khoel kae dariyaa koe bhee saahil baandhaa
Page 286 (C)
5. Gaa : The sign of the future tense (will, shall)
Fayidah kyaa soach, aakhir thoo bhee daanaa haye Asad
Doasthee naadaan kee haye jee kaa ziyaan hoe jaayegaa
Page 109 (c)
6. Gayaa : as in gaya – guzra, worthless, useless,
dead and gone.
Daekh kar tharze thapaake ahle duniya jal gayaa
Page 206 (c )
7. Hoanaa : To exist; to be; to belong; to become, to
serve, to happen, to accrue, to do, to stand, to be born, to come, to be accomplished, to come to pass, to be exhausted.
Hayf oos char-girah kapdae kee khismath Ghalib
Jis kee khismath mae hoe aashiq kaa garaebaan hoanaa
Page 143 (c )
8. Hoathaa : Hoe Jaanaa: To become, to be
born, to have happened.
Yeh masaailae thasauuf, yeh thaera bayaan Ghalib
Thujhe ham valee samjhthae joe na baadha-khwaar hoathaa
Page 25 (c ) 1, 12 (S) 287 (c)
(ii)
Voh har yek baath par kahana keh yoon hoathaa thoe kyaa hoathaa
Page 299 (c)
9. Huwaa : which has happened.
Mar gayaa sadmah yek jumbishe lab sae Ghalib
Naathwaanee sae hareefe dame aisee na huwaa
Page 237 (c )
Thee khabr garm keh Ghalib kae udaenge purzae
Daekhnae ham bhi gayae thae pa thamaasha na huwaa
Page 107 (c ) 5 (S)
Kuch thoe padiyae keh loag kahthae hain
Aaj Ghalib ghazal saraa na huwaa
Page 28 (c) 20 (S) 21 (S) 285 (c)
10. Goayaa : As if, through, as it were
Page 282 (c)
11. Ghaalib : page 283 (c)
12. Jaana : Hoe haq hoe jaana : To be ruined
To be annihilated
Page 174 ( c) 6 (S)
13. Kaa : of; belonging (to); concerning, adjectival
termination.
Baske hoon Ghalib aseeri mae bhi aathish zaer paa
Mooye aathish deedah haye halqah maeri zanjeer kaa
Page 125 (c)
(iii)
Nazar mae haye hamaari jaadhaye raahe fana, Ghalib
Keh yeh sheeraazah haye aalam kae ajzaayae paraeshaan kaa
Page 155 (c )
Thaaraje kaavishe ghame hijraan huwaa, Asad!
Seenah, keh thaa dafeenah guhr haaye raaz kaa
Page 214 (C )
Na dae naamae koe ithna thoel Ghalib, mukhthasar likh dae
Keh hasrath sanj hoon arze sitham haaye judaayi kaa
Page 238 (c )
Falak koe daekh kae karthaa hoon oos koe yaad Asad
Jafa mae iss kee haye andaaz kaar-firmaa kaa
Page 265 (c )
Baaghe shugufthah thaera bisaathe nishaathe dil
Abre bahaar khumkadah kis kae dinmaagh kaa!
Page 189 (c )
Jaan dar hawaaye yek nigaahe garam haye Asad
Parwaanah haye vakeel thaere daad-khwaah kaa
Page 156 (c ) 21 (s) 271 (c) 297 (s)
14. Kyaa : what, how, why, whether.
Poochthae hain voh keh Ghalib kaun haye
Koyee bathlaavoe keh ham bathlaayae kyaa
Page 192 (c )
Haye ab iss ma-amoorae mae khahathe ghame ulfath Asad
Ham-nae yeh maana keh Dillee mae rahaen, khaayaen-gae kyaa
Page 115 (c )
Balaaye jaan haye, Ghalib oos kee har baath
Ibaarath kyaa, ishaarath kyaa, adaa kyaa
Page 230 (S) 5 (s) 12 (s) 21 (s) 22 (s)
(iv)
15. Khulaa : open, unclouded, fair (sky) unrestrained, exposed,
bare, naked
Ooski ummath mae hoon maye maere rahae kyun kaam bandh
Vaasthae jis shaah kae Ghalib gumbadae-dar khulaa
Page 81 (c) 166 (c)
16. Maera : mine, belong to me
Page 12 ( S )
17. Niklaa : Nikal aanaa : To come out, to come
forth, to appear, to rise (as the sun etc).
Nikalna : To issue, to go forth or out to be extracted
or taken out, to exceed, to be uttered, to result, to prove, to begin, to escape, to slip, to spring to be hatched (as eggs), to depart, to proceed.
Dil mae phir giryaen nae yek shoer uthaaya Ghalib
Aah joe khathrah na niklaa thaa sau thoofaan niklaa
Page 205 (c ) 11 (S)
18. Paayaa : Paanaa : To get, to obtain, to find.
Shoer pasand naaseh nae zaqm par namak chadkaa
Aap sae koyee poochae, thum nae kyaa mazaa paayaa!
Page 188 (c ) 11 (s)
19. Rahaa : Rahnaa : To live, to dwell, to reside,
to stay ,to stop, to remain, to be, to be left.
Baedaade ishq sae naheen darthae, magar Asad!
Jis dil peh naaz thaa mujhe, voh dil naheen rahaa
Page 114 ( c) 5 (s)
(v)
20. Samjhaa : Samajh aana : To understand; to
believe, to think, to recover one’s senses, to grow to years of discretion.
Dil diyaa jaan kae kyun oos koe wafadaar Asad
Ghalthee kee keh joe kaafar koe musalmaan samjhaa
Page 233 (c ) 22 (s)
21. Sivaa : Except, save, but, over and above, other than, besides,
more, additional.
Page 283 (c)
22. Thaa : End; which was
Theeshae bagair mar na sakaa koehkan Asad!
Page 269 (C)
Yeh laash bae-kafan Asade khastha-jaan kee haye
Haq maqfirath karae ajab aazaad mard thaa
Page 120 (c) 11 (s)
Maye nae roakaa raath Ghalib koe, wagarnah daekhthae
Oos kae sailae giryah mae gardoan kafe sailaab thaa
Page 251 (c) 5 (S)
Kam jaanthae thae ham bhee ghame-ishq koe, par ab
Daekhaa thoe kam huvae pah ghame roazgaar thaa
Page 268 (c) 269 (c)
Dar-maandgee mae Ghalib kuch ban padae thoe jaanoon
Jab rishtha bae-girah thaa, naakhun girah kushaa thaa
Page 286 (s)
Raekhthae kae thumhaen usthaad naheen hoe Ghalib
Kahthae hain aglae zamaanae mae koyee Meer bhee thaa
Page 222 (c)
(vi)
Jaaree thee Asad daage jigar sae maeri thahseel
Aathishkadah jaageere samandar na huwaa thaa
Page 185 (c) 8 (s) 11 (s)
282, 286, 287, 297
23. Th; th, thae : Fourth letter in urdu alphabet
Angushth : a finger (the Thumb)
Page 287
24. Waqth : Time, term, season, hour, duration,
opportunity, adversity.
Page 288 (c)
25. J; j; jeem: Seventh letter in urdu
page 6 (S)
26. Ch; ch; cheem: Eighth letter in urdu
Page 298
27. D, d, dhaal : Eleventh letter in urdu
Aayae haye bae-kasee ishq peh roanaa Ghalib
Kis kae ghar jaayae-gaa sailaabe bala maere baad
Page 145 (c) 296
R, r, rae : Forteenth letter in urdu
28. Aur : And, also, more, not this, different else.
Hain aur bhi duniya mae sukhanwar bahuth achchae
Kahthae hain keh Ghalib kaa haye andaaze bayaan aur
Page 33 (c) 6 (S)
(vii)
Naadaan hoe joe kahthae hoe keh kyoon jeethae hain Ghalib
Khismath mae haye marnae kee thamanna koyee din aur
Page 36 (c) 13 (s)
29. Bagair : Kahae bagair : Without saying
Ghalib na kar huzoor mae thoo baar baar urz
Zaahir haye thaera haal sab oon par kahae bagair
Page 140 (c) 12 (s)
30. Deewaar : Dar-vo-deewar : Every dwelling, every nook
and corner
Na kah kisee sae, keh Ghalib naheen zamaanae mae
Hareefe raaze muhabbath, magar dar-vo-deewaar
Page 75 (c)
31. Kar : Daekha karnaa : To keep looking, to
be in the habit of looking, to be waiting.
Sar phoedna voh Ghalib shoereedah haal kaa
Yaad aa gayaa mujhe thaeri deewaar daekh kar
Page 85 (c) 12 (s) 13 (s) 277 (c)
32. Par: On, upon, on the point of, above, through after, at, by, for, adv & con. But yet, honour, still.
Na lad naasaeh sae Ghalib, kya huwa gar oos nae shiddath kee
Hamaara bhee thoe aakhir zoer chalthaa haye garaebaan par!
Page 215 (c) 13 (s) 278 (c) 295 297
Z; zae : Sixteenth in urdu
33. Aneez : Dear, beloved, darling, worthy,
respected, honoured, esteemed, precious, powerful, superior.
Asadullah Khan thamaam huwaa
Aye deraeghaa! voh rinde shaahid baaz
Page 89 (c) 288 295
(viii)
S; seen : Eighteenth letter in urdu
34. Paas : alongside, near, about, at hand close by
Mar gayaa phoed kar sar Ghalib wahshee, haye-haye!
Baithna oos kaa voh aa-kar thaeri deewaar ka paas.
Page 194 (c)
Ain, called ain-i-mahmilah: Twenty fourth letter in urdu.
35. Shamaa : A lamp, a candle
Page 13 (s) 14 (s)
K, kaaf : Twenty-eighth letter in urdu
36. Thak : Till; to; upto; untill; while; towards; near to;
as far as; to the extent of.
Ghame hasthee ka Asad kis sae hoe juz marg ilaaj
Shama har rang mae jalthee haye sahar hoethae thak
Page 38 (c)
G; gaaf: Twenty ninth letter in urdu
37. Maang : Maangnaa : To require, to
demand, to beg, to pray, to crave, to solicit.
Page 15 (S)
L; l; Laam : Thirteenth letter in urdu.
38. Gul : A rose, a flower, an issue, ornament, snuff
of a candle or lamp.
Ghalib mujhe haye oos sae ham-aagoeshi aarzoo
Jis kaa khayaal haye gule-jaile khabaaye gul
Page 152 (c) 282
(ix)
39. Daal : Pulses, Vetches
Page 284 (c)
M; m; meem : Thirty first letter in urdu
40. Ham : We, us.
Daayam aljas iss mae hain laakhon thamanna Asad
Jaanthae hain seenah purkhoan koe zindaan khaanah ham
Page 123 (c) 21 (s) 288 (c) 294 (c)
N, n, Noon : Thirty second letter in urdu
41. Din : Day, day-time, time, circumstances, lot,
fate, period of life, age.
Dhoal dhappa oos saraapa naaz kaa shaevah naheen
Ham hi kar baithae thae Ghalib paesh dasthee yek din
Page 266 (c) 7 (s) 29 (s) 30 (s)
42. Gayeen : Hoe gayeen : Became, resulted.
Yoon hi gar roathaa rahaa Ghalib thoe aye ahlae jahaan
Daekhna in basthiyoan koe thum keh veeraan hoe gayeen
Page 44 (c) 15 (s)
43. Hain : Are, (int) what! Why!
Vashhath-vo-Shaeftha ab marsiyah kahwain shaayad
Mar gaya Ghalib aashuftha-navaa, kahthae hain
Page 99 (c) 294 296
Bana kar fakeeroan ka ham bhes Ghalib
Thamaashaaye ahle karam daekhthae hain
Page 208 (c)
(x)
Saada purkaar hain khoobaan, Ghalib
Ham sae paimaane wafa baandhthae hain
44. Karoon : Karnaa : To do, to make,. To form, to
perform, to execute, to effect, to act, to use.
Loon waam baqthe khufthah sae yek khwaab khush walae
Ghalib yeh khauf haye keh kahaan sae adaa karoon
Page 288 (S)
45. Karaen : karna : (as above)
Page 289 (c)
46. Kahaan : where, whether
Muzmahil hoe gayae khooee Ghalib
Voh anaasir mae aethidaal kahaan
Page 40 (c)
47. Kyun : why, wherefore, how, what then
Ghaalib khasthah kae bagair kaun sae kaam band hain
Roayiyae zaar zaar kyaa, keejiyae haaye haaye kyoon?
Page 141 (c) 2 (S)
48. Laavoon : Laana : To bring, toinduce, to apply, to make,
to include, to buy
Page 284 (c)
49. Main : me, mine, I
Mae : In, within, between, among, at.
Ghalib chutee sharaab aur ab bhee kabhee kabhee
Peethaa hoon roaze abro shabe maahthaab mae
Page 127 (c)
` Ghaalib nadeem dosth sae aathee haye booye doasth
Mashgoole haq hoon bandgayee boo thuraab mae
Page 276 (c)
(xi)
Ghaalib khudaa karae keh sawaare samande naaz
Dae-khoon ali-bahaadure aalee-guhar koe main
Page 83 (c) 289 (c)
Ghaalib wazeefah-khwaar hoe, doe shaah koe duaa
Voh din gayae keh kahthae thae naukar naheen hoon main
Page 112 (c) 2 (s) 7(s) 8(s) 15(s)
50. Naheen : No, not, nay
Thee wathn mae shaan kyaa Ghalib keh hoe ghurbath mae khadr
Bae thakalluf, hoon voh mushthe-khas keh gulkhan mae naheen
Page 158 (c) 1(s)
Jaan haye bahaaye boasa walae kyun kahae abhee
Ghalib koe jaanthaa haye keh who neem-jaan naheen
Page 97 (c) 278 (c)
Ghaalib apna yeh akheedah haye baqaule Naasiq
Aap bae-bahrah haye, joe muqthade Meer naheen
Page 263 (c)
Kahthae hain, jeethae hain ummeed peh loag
Ham koe jeenae kee bhee ummeed naheen
Page 261 (c)
Hoon zahooree kae muqaabil mae khifaayee ghaalib
Maere daavae peh yeh hujjath haye keh mash-hoor naheen
Page 147 (c)
Karthae kis munh sae hoe ghurbath kee shikaayath Ghalib
Thum koe yae-mahrayee yaaraane-wathan yaad naheen ?
Page 242 (c) 289 (s)
(xii)
Thum unkae waadae kaa zikr oon sae kyoon karoe Ghalib
Yeh kyaa keh thum kahoe aur voh kahaen keh yaad naheen
Page 231 (c)
Daekha Asad koe khalwath-vo-jalwath mae baarahaa
Deewaana gar naheen haye thoe hushyaar bhee naheen
Page 77 (c)
Hamaare shahr mae ab sirf dil-lagee kae Asad
Khulaa keh faayidah arzae hunar mae khaak naheen
Page 210(c) 7(s) 8(s) 283, 285, 289, 296. 298
51. Sakoon : Sakna : To be able, can, to be able to do
Page 14 (c)
52. Yaan : here (generally used in poetry)
Page 289 296
53. Yoon : Thus, in this manner.
Joe yeh kahae keh raekhthah kyun keh hoe rashke Faarsee?
Gufthahe Ghalib yek baar padh kae usae sunaa kae ‘yoon’
Page 95(c) 16(s) 296
V, v, Vaavu : Thirty third alphabet in urdu
54. Hoe : Hoe na hoe : It may or may not be, right
or wrong, undoubted by.
Hoena : To exist, to be, to belong, to become, to serve, to happen come to pass.
Oos fithnah-khoo kae dar sae ab uththae naheen Asad
Iss mae hamaare sar peh khayaamath hee kyun na hoe
Page 46(c)
(xiii)
Ghalib bhi gar na hoe thoe kuch aysaa zarar naheen
Duniya hoe yaarab aur maera baadshah hoe
Page 186 (c)
Mujhae junoon naheen Ghalib walae ba-khaule huzoor
“Firaaq yaar mae thaskeen hoethoe kyunkar hoe”
Page 170 (c)
Nikaala chaahtha haye kaam kyaa tha-anoan sae thoo Ghalib
Thaere bae-mehr kahnae sae voh thujh par mehrbaan kyun hoe
Page 79(c) 2(s) 8(s) 9(s) 278 295
55. Koe : To, at, for, on, about
Ghalib kuch apnee sahee sae lahnaa naheen mujhae
Khirman jalae, agar na malaq khaaye kishth koe
Page 124(c) 16(s) 17(s)
Maere shaahe-Sulaimaan jaah sae nisbath naheen Ghalib
Faraedoon-vo-Jam-vo-Kaikhusru-vo-Daraab-vo-Bahman koe
Page 178 (c)
Liyae jaathe haye kaheen yeh tha-waqqa Ghalib
Jaadahe rah-kash-she-kaafe karam haye ham-koe
Page 244(c) 3(s)
56. Paanv : Foot, leg, root, basis
Page 290 (s)
(xiv)
Y, ya, yae, yee : Thirty fifth alphabet in urdu
57. Aagae : Before, infront, in the presence of, face to face,
in sight, ahead
Khasam janaazae peh aanae kee maere khaathae hain Ghalib
Hamaesha khaathae thae joe maeri jaan kee khasam aagae
Page 198 (c)
Ham paesha-vo-ham mashrab-vo-hamraaz haye maera
Ghalib koe buraa kyun kahoe achchaa! maere aagae
Page 162 (c)
58. Aathee : aanaa : To come, to approach, to reach, to be possible, to be, to become, to pass, to
appear, to arrive, to happen.
Kaabae kis muh sae jaavogae Ghalib
Sharm thumkoe magar naheen aathee
Page 53 (c)
59. Aawae : as in aanaa above
Ganjeena maani kaa thilsim oos koe samjhiyae
Joe lafz kae Ghalib maere ashaar mae aawae
Page 256 (c) 3(s) 293 295
60. Aayae : like in aanaa above
Iss anjumane naaz kee kyaa baath haye Ghalib
Ham bhee gayae vaan aur thaeri thaqdeer koe roe aayae.
Page 138(c) 18(s) 19(s)
55. Bhee : Also, too, even, moreover, likewise, as well as,
as well.
Maere dil mae haye Ghalib shauqe-vasl-vo-shikwah hijraan
Khuda voh din karae, joe oos sae maye yeh bhee kahoon, voh bhee
Page 246 (c)
(xv)
62. Banae : Ban-na : To be made, to be prepared,
to be built, to be cooked, to be mended, to be settled, to succeed.
Ishq par zoer naheen, haye yeh voh aathish Ghalib
Keh lagaayae na lagae aur bujhaayae na banae
Page 61 (c)
63. Chaahiyae : Is necessary, is proper or right, should or
ought, must.
Nashoa-namaa haye asl sae Ghalib furoa koe
Khaamooshee hee sae niklae haye, joe baath chaahiyae
Page 137(c) 2(s) 10(s) 11(s)
Chaahthae hain khoobariyoan koe Asad
Aap kee soorath thoe daekhaa chaahiyae
Page 87 (c)
64. Daanae : Daanah : grain, corn, seed
Page 2894(c)
65. Dae : Daenaa : To give, to grant, to confer, to
yield, to afford, to produce, to offer, to pay, to allot, to emit, to give forth.
Asad khushee sae maere haath paanv phool gayae
Kahaa joe oos nae: “zaraa maere paanv daab thoe dae”
Page 167 (c) 9(s) 20(s)
66. Gayee : kahaan gayee : where it has gone.
Maara zamaanae nae Asadulla Khan thum hain
Voh valoolae kahaan voh jawaanee kidhar gayee
Page 105(c) 9(s) 18(s)
67. Haaye : Haaye Haaye karna : To groan, to
moon, to be afflicted.
Ishaq nae pakdaa na thaa, Ghalib! abhee vahshath ka rang
Rah gayaa, thaa dil mae joe kuch zauqe-khwaaree, haaye haaye
Page 73(c) 226(c)
(xvi)
68. Haye : Is(verb) Alas! Strange! (interjection)
Haye baare iathimaade vafaadaaree iss khadar
Ghalib ham iss mae khush hain keh naa-maharbaan haye
Page 48 (c)
Har yek makaan koe haye makeen sae sharf Asad
Majnoon joe mar gayaa haye thoe jangal udaas haye
Page 202(c) 3(s)
Hasthee keh math-faraeb mae aajaayiyoe Asad
Aalam thamaam halqaye daame-khayaal haye
Page 204 (c)
Aankh kee thasweer sar-naamae peh kheenchi haye keh thaa
Thujh peh khul jaave keh iss koe hasrathe-deedaar haye
Page 168 (c)
Guzraa Asad masarrathe-paighaame-yaar sae
Khaasid peh mujh koe rashke sawaal-vo-jawaab haye
Page 260 (c)
Saaya maera mujh sae masle-dood bhaagae haye Asad
Paas mujh aathish bajaan kae kiss sae tahra jaayae haye!
Page 172(c)
Oog rahaa haye dar-vo-deewaar sae sabzah Ghalib
Ham bayaabaan mae hain aur ghar may bahaar aayee haye
Page 9(s)
Haye dil shoereedhaye Ghalib thilsime paecho-thaab
Raham kar apnee thamanna par keh kis mushkil mae haye
Page 201 (c)
Hoe chukeen Ghalib balaayaen sab thamaam
Yek marge naaghaanee aur haye
Page 209 (c)
Maye nae maanaa kuch naheen Ghalib
Mufth haath aayae thoe buraa kyaa haye
Page 55 (c)
(xvii)
Bae-khudee bae-sabab naheen Ghalib
Kuch thoe haye jis kee pardah-daaree haye
Page 220(c) 279(c)
Aathae hain ghayb sae yeh mazaameen khayaal mae
Ghalib saraere khaamah nawaayae suroash haye
Page 254(c)
Thoo nae khasam maikashee kee khaayee haye Ghalib
Thaeri khasam kaa kuch eithibaar naheen haye
Page 218 (c)
Voh gul jis gulisthaan mae jalwah girmaayee karae Ghalib
Chitakna gunchaye-gul kaa sadaaye khandaye dil haye
Page 291(c)
Ham koe maaloom haye jannath kee haqeeqath laikin
Dil kae khush rakhnae koe Ghalib yeh khayaal achchaa haye
Page 58(c)
Rakhiyae Ghalib mujhe iss thalaq-na waayee mae maaf
Aaj kuch dard maere dil mae sivaa hoathaa haye
Page 180 (c)
Huvaa haye shah kaa musaahib, phirae haye ithraathaa
Vagarnah shahar mae Ghalib kee aabroo kyaa haye
Page 101(c) 291(c)
Kahoon kyaa, dil kee kyaa haalath haye hijre-yaar mae Ghalib
Keh baethaabee sae har yek thaare-bisthar khaare-bisthar haye
Page 197 (c)
Hasthee haye, na kuch adam haye Ghalib
Aakhir thoo kyaa haye, aye “naheen haye”!
Page 216 (c)
(xviii)
Aariz gul daekh roayae yaar yaad aayaa Asad
Joshishe fasle-bahaaree ishthiyaaq angaez haye
Page 225 (c)
Voh aawaen-gae maere ghar? waada kaisaa, daekhna Ghalib
Nayae fithnoan mae ab charge kuhan kee aazmaaish haye
Page 91(c)
Sukhan mae khaamah Ghalib kee aathish afshaanee
Yaqeen haye ham koe bhee, laikin ab oos mae dam kyaa haye!
Page 200 (c) 293 (c)
Ghaflath kafeele umar-vo-Asad zaamin nishaath
Aye marge-naagahaan thujhe kyaa inthizaar haye
Page 258(c)
Baegaangee khalaq sae baedil na hoe Ghalib
Koyee naheen thaera, thoe moeri jaan, khuda haye
Page 235(c)
Hoegaa koyee aysaa bhee keh Ghalib koe na jaanae?
Shaair thoe voh achchaa haye pah badnaam bahuth haye
Page 133(c) 3(s) 7(s) 9(s) 10(s) 195(c)
291, 293, 294, 295, 296, 297
69. Hoe-gayae : opp of toot-jaana : To go never to return,
to go not to come back.
Iss rang sae uthaayi kal oos nae Asad kee naqsh
Dushman bhee jis koe daekh kae ghamnaak hoe gayae
Page 183(c) 291(c)
70. Hoethae : Like hoanaa, were to exist, were to
become, were to happen.
Aahi-jaatha voh raah par Ghalib
Koyee din aur bhee jiyae hoethae
Page 273(c) 294
(xix)
71. Huvae : Did happen, did become.
Choedee Asad na ham nae gadaayee mae dil-lagee
Saail hovae thoe aashiqe ahle-karam huvae
Page 93 (c)
Ghalib hamaen na chaed, keh phir joeshe ashk sae
Baithae hain ham thaheethare thoofaan kiyae huvae
Page 70(c) 4(s) 19(s) 20(s)
72 Jaavae : Like jaana ; let it go.
Page 291 297
73. Jaayiyae : as above
Page 292
74. Jisae : In the manner, which, as, such as, according as
Ghalib buraa na maan joe waaiz buraa kahae
Aisaa bhi koayi haye keh sab achcha kahaen jisae?
Page 228(c)
75. Kae : like kee : (prep) of , (pron) How many;
what number
Ishq nae Ghalib nikamma kar diyaa
Varnah ham bhee aadmee thae kaam kae
76. Kahiyae : kahnaa : To tell, to say, to recount,
to relate, to affirm, to assert, to utter
Kahaa haye kis nae keh Ghalib buraa naheen, laikin
Sivaaye iss kae keh aashufthah-sar haye-kyaa kahiyae
Page 135(c)
Safeena jab keh kinaarae peh aa lagaa Ghalib
Khudaa sae kyaa sitham vo-jaure naa-khudaa kahiyae!
Page 160 (c)
(xx)
77. Karthae : karnaa, to do, to make, to form, to perform,
to set, to administer, to use
Page 290 292
78. Kee : (Prep) of.
Kahaan thak roe-un oos kae kheeme kae peechae khayaamath haye!
Maeri khismath mae yaarab kyaa na thee deewaar paththar kee?
Page 267(c)
Sad hayf vo naakaam keh yek umr sae Ghalib
Hasrath mae rahae yek rahae yek buthe arbadah joo kee
Page 164(c) 292 293
Ghalib gar iss safar mae mujhe saath lae chalaen
Haj kaa savaab nazr karoongaa huzoor kee
Page 150(c)
79. Kiyae : did do, did make, did form, did finish,.
did perform
Ghalib thumhee kahoe keh milae-ga jawaab kyaa
Maanaa keh thum kahaa kiyae aur voh sunaa kiyae
Page 103(c) 285 290
80. Koyee : any, some, any body.
Husne faroage shamye sukhan daur haye Asad
Pahlae dile gudaagthah paidaa karae koyee
Page 225(c)
Jab thawaqqa hee ooth gayee Ghalib
Kyun kisee kaa gilaa karae koyee
Page 64 (c)
81. Liyae : for, on account of, instead of
Adaaye khaas sae Ghalib huwaa haye nukhtha-saraa
Salaaye aam haye yaaraane nukhthah-daan kae liyae
Page 119(c) 280 282
(xxi)
82. Maeri : Maeree: Mine, belonging to me
Kar diyaa zu-uf nae aajiz Ghalib
Nange-peeree haye jawaanee maeree
Page 129(c)
83. Milae : Milnaa, to be mixed, mingled, to be joined,
to meet, to associate with to tally, to suit, to
coinside to reserable.
Aye saakinaane koochahe dildaar! daekhna
Thum koe kaheen joe Ghalibe-aashufthah sar milae
Page 50(c)
84. Mujhae : To me, me
`Dee maere bhai koe haq nae azsare nau-zindagee
Mirza Yusuf haye Ghalib, Yusufe saanee majhae
Page 131(c)
Dil lagaa kar aap bhee Ghalib mujhee sae hoe gayae?
Ishq sae aathae thae maaniye Mirza Saahab mujhae!
Page 195 (c)
Zindagee mae thoe voh mahfil sae uthaa daethae thae
Daekhoon ab mar gayae par kaun uthaatha haye mujhae
Page 272(c) 290(c)
85. Nae-kee : Goodness, piety, beauty, virtue,
probity, good.
Kahoon kyaa khoobyi auzaaye abnaaye zamaan Ghalib
Badee kee oos nae jis sae ham nae kee thee baarahaa nae-kee
Page 212 (c) 17 (s)
(xxii)
86. Niklae : nikalnaa : To go forth or out, to
take out, to come out,to appear, to result,
to prove, to turn out, to begin, to escape,
to slip, to spring.
Kahaan maikhaanae kaa darwaazah Ghalib! aur kahaan waaiz
Par ithnaa jaanthae hain, kal voh jaathaa thaa keh ham niklae
Page 66(c) 21(s)
87. Paayee : paanaa : to get, to obtain, to find.
Kyun na duniyaa koe hoe khushee Ghalib
Shaahe deendaar nae shafaa paayee
Page 117 (c)
88. Roatee : A cake or bread, a loaf, food sustenance
livelihood
Page. 285
89. Sahee : let it be so, very well
Yaar sae chaed chalee jaaye Asad
Gar naheen vasl thoe hasrath hee sahee
Page 176(c)
Ishrath sohbathe khoobaan hee ghaneemath samjhoe
Na huvee Ghalib agar umre-thabeeyi naa sahee
Page 122 (c)
Ghalib yeh ilaahi nae gazal likhwaayee
Yek baedaade-gare-ranj fizaa aur sahee
Page 149(c) 19(s) 22(s)
90. Zindagaani : life, living, existence livlihood
Page 19(s)
(xxiii)
91. Sae : With, by, from,of, at, since, out of, to,
through, than.
Nigah garm sae yek aag tapakthee haye Asad
Haye charaagaan khas-vo-shaaq-gulisthaan mujh sae
Page 248(c)
Khayaamath haye keh hoevae muddayee kaa ham-safar Ghalib
Voh kaafir joe khuda koe bhee na soanpaa jaaye haye mujh sae
Page 191(c) 17(s)
92. Waalae : used in comp; keeper, inhabitant, doer.
Page 283(c)
93. Thae : which was, who was
Page 4(s)