Foot Drill

CHAPTER-III

DRILL

Ques 1. What is the aim of Drill?

Ans - (a) To inculcate a sense of discipline,

(b) Improve bearing, smartness in appearance and turn out,

(c) Create self confidence and

(d) To develop the quality of immediate and implicit obedience to orders.

Ques 2. Word of command ke kitne bhag hote hain?

Ans - (a) Cautionary.

(b) Executive.

Ques 3 - What are the points to be checked in Savdhan?

Ans (a) Heels together and in line, feet turned out equally forming an angle of 30 degrees, knees straight without stiffness, hips level and drawn back slightly, body erect and resting equally on hips, chest lifted and arched shoulders square, falling equally and neck filling the collar.

(b) Arms hanging straight down without stiffness so that the thumbs are immediately behind the seams of the trouser, back of the hand outwards, hands closed (not clenched) and thumbs straight to the front.

(c) Head erect and square to the front, chin vertical and eyes straight to the front.

(d) Weight of the body resting equally on the heels and the toe of the feet.

(e) Bring heels together with extreme sharpness by lifting the left foot six inches from the ground and placing it flat and very firm besides the right, avoid stamping of foot.

Ques 4. Dehne Mur kitne degree ka hota hai aur ki paon par word of command idya jaata hai?

Ans. 90o degree aur bayen paon par.

Ques 5. Peechhe Mur kitne degree ka hota hai aur ki paon par word of command idya jaata hai?

Ans. 180o degree aur bayen paon par.

Ques 6. Bayen Mur kitne degree ka hota hai aur ki paon par word of command idya jaata hai?

Ans. 90o degree aur dehne paon par.

Ques 7. Squad ko kadd war karne ke liye karwai likho?

Ans. (a) Squad ek line mein.

(b) Squad ek do ki ginti karo.

(c) Ek number ek kadam aage aur do number ek kadam peechhe chal.

(d) Ek number dehne aur do number bayen mur.

(e) Dehna cadet khara rahey baaki teen line banaao, tez chal.

Ques 8. Khuli line chal mein word of command kiya hoga?

Ans. Khuli line chal.

Ques 9. Dressing ka word of command likho?

Ans. Sajj dehne sajj.

Ques 10. Salute kitne parkar ke hain?

Ans. Teen parkar ke:

(a) Saamne ka

(b) Dehne ka

(c) Bayen ka

Ques 11. Saamne ka salute kis paon par diya jaata hai?

Ans. Bayen par.

Ques 12. Dehne ka salute kis paon par diya jaata hai?

Ans. Bayen par.

Ques 13. Saamne ka salute kis paon par diya jaata hai?

Ans. Bayen par.

Ques 14. Word of command 'Parade par' milte hee squad kitne kadam ke baad tham karta hai?

Ans. 15 Kadam par.

Ques 15. Visarjan mein first turn kis taraf karte hain?

Ans. Dehne taraf.

Ques 16. Normal march karte waqt ek minute mein kitne kadam hote hai?

Ans. 120 Kadam.

Ques 17. Slow march karte waqt ek minute mein kitne kadam hote hai?

Ans. 70 Kadam.

Ques 18. Word of command 'Tez Chal' mein pehla kadam kitne inch ka hota hai?

Ans. 30 inch ka.

Ques 19. Squad ko dehne ya bayen baaju karne ke liye word of command kiya hoga?

Ans. (a) Squad dehne baaju chal

(b) Squad bayen baaju chal.

(c) Squad aage chal.

(d) Squad peechhe chal

Ques 20. Dehne, bayen, asage aut peechhe chal mein jiayada se jiayada kitne kadam hote hai?

Ans. Teen.

Ques 21. Squad dehne ya bayen baaju chal mein side step kitne inch ka hoga?

Ans. 12 inch ka.

Ques 22. Kadam taal kis liye karvaya jaata hai?

Ans. (a) Warm up karne ke liye

(b) Kadam milane ke liye.

Ques 23. Tej chaal mein kadam taal kis paon par bolte hain?

Ans. Baeyen paon par.

Ques 24. Kaun kaun salute adhikari hote hain?

Ans. Nb Subedar aur uske upar sabhi adhikari.