Purchase GST Entry in Tally ERP9
Chapter 18 : Purchase GST Entry in Tally ERP9
yani Aisi Purchase jo hamne self State se ki ho aur Jiske items par Tax lagta ho. Chahe wo Tax 5%, 12%, 18%, ya 28%
to Aisa koi bhi item jo hamne self State se Purchase kiya ho aur Jiske Items Par Tax lagta ho use Purchase GST kehte hai.
Purchase GST ki Entry ke liye Aap Diya Gaya video Shuru se Aakhir Tak Dekhe taki aapko purchase ki entry karne me kisi tarah ki koi bhi Pareshnai na
Purchase IGST Entry in Tally ERP9
Chapter 19 : Purchase IGST Entry in Tally ERP9
Is Chapter me ham Purchase IGST ki Entry Karna Sikhenge Yani Aisi Kharid Jo Hamne Kisi Dusre State se ki ho aur Jiske Items par GST lagta ho Use Purchase IGST kehte hai.
Aur Is Tarah ki Kharid ki Entry Tally me Alag Tarah se ki jati hai jis tarah hamne pichle 2 Chapter ki Entry Alag Alag Tarah se ki Thi
Video me aapko is Topic se related ki Entry ka Complete Guide milega aur hare k point ko aapko ache se dekhna hai taki aapko video ache se samajh me aa jaye aur aur apko is tarah ki Entry Karne me aapko Kisi Tarah ki Pareshani na ho