Poetry

Conversation between Karna and Krishna

Seeking an answer to the question so big

I murmured to myself while gazing at the heaven

why trying me, am I a guinea pig of a lab?

what will you get by such an experimentation

A voice rumbled across the sky as the clouds rolled,

among the billions, you are a special human being

being a torch-bearer of the social transformation

you are bound to experience pain as the life swing

nature has chosen you for this auspicious occasion

So never evade the problems as being on vacation

face the music, it will give you an opportunity to evolve

transcend you in a person around whom the world will revolve

The problems in life are the reflection of one's choices

therefore, should be made under the supervision of inner voices

No wonder why are you in such a deplorable condition

its deep rooted in your demonstrated action and reaction

I gave you several opportunities in the form of signals

to understand the meaning of life so simple

However, you were resilient on your chosen path

ready to forgo everything and face the fortune wrath

I assure you that I can guide you till the end of your life,

if you listen to me, with full devotion all this while


Bhagwat Shar

Vyarth chinta hai jeewan ki, vyarth hai mrityu ka bhay.

atma ko na maar paaye, Shastra, agni na samay.

Panch bhooton se bani ye deh, matra ek vashtra hai -2

Aatma Jo vastavik hai, har kahi anyatra hai.

Hai parivartan hi satya, jhooth sabka sath hai,

Kuch na khona, kuch na pana, rikta rahte hanth hain.

Eshwar swayam hi shristi saari, kaha usko khojna,

Jo bhi hota subh hi hota, Sab usi ki yojna.

Kamnayen phal se chhutein, WO hi sache karm hain,

Eshwar charan me ho samarpan, WO hi sirf dharma hai.

Vyarth chinta hai jivan ki..... 2


Daughters.... born teachers

She reminds me of the velocity of the flow of time

Once time was like a bitter gourd,

but now became a fresh, minty juice of a lime

realizes the importance of joy in every moment gone-by

Never have I felt the clock ticking backward

but growing Avni depicts the movement of sand in an hour glass

firmly trying to grip the moment, the sand tends to slip past my fingers

Her laughter, her smile n her sudden shift of behavior

iterates the dynamic nature of our so harbored static life

Karn to Krishna

Maine hi to vachan diya, main kaise usko chhorun, jis Mitra ne bure samay me samman diya, mooh kaise usse modun, Kal ranbhoomi me pandavo se dwand mera ho jayega, niyaati mujhse apne hi bhaiyon pe baand chalwayega, par kuchh bhi ho kunti Mata ko diye vachan ko awasya nibhaunga, raan me tum ho keshav jo unke sath, main kya mahakaal bhi kya kar payenge,

Apne unchahe kuru sabha ke karmo ke liye, ranbhoomi me apna rakt bahaenge, Us sati Draupadi ke apman ka bhi hum rin chukayenge, is kurukshetra me dharm ke liye apna seesh katayenge, par jo vachan diya suyodhan ko uske liye hum tumse bhi bheed lenge, gyaat hai raan me tum keshav ho jo unke sath, main kya mahakaal bhi kya kar payenge

Maana ki Samar bada hi bhayawak hoga, par purn sakti se bheed jayenge, apne guru ke siksha ko sansar me srestha sidha kar Dikhayenge, Arjun ko bhi uske chhati ka doodh yaad dilayenge, pata hai raan me jo tum ho kesav unke sath, main kya mahakaal bhi kya kar payenge,

Hume to jab meri janani ne hi bachpan me tyag diye, Guru Parshuram ne bhi krodh me aakar shrap ka hi prasad diye, In ghao ke lekar bhi maine jeevan bhar sangharsh kiya, to kya apno ka moh bhi mujhe Samar bhoomi se rok payega, raan me jo tum ho kesav unke sath, main kya mahakaal bhi kya kar payenge

Aapse yah vinti hai keshav, ye raaz na mere anujo ko batayenge, mere jaane ke uparant hi unko ye baatein samajhayenge. Antim vida leta hoon keshav is matri ke mahaul me, ab to bhet hogi kurukshetra ke Madhya me, ranbhoomi me jo tumho unke sath, main kya mahakaal bhi kya kar payenge.