Prem Joshi Sahib, aadaab 'arz hai.Thank you very much for the link. I am going to transcribe the nazm

for everyone's benefit.

.............................................................................................................URDUUrdu hai meraa naam maiN Khusrau* kii pahelii

maiN Miir kii ham-raaz huuN Ghalib kii sahelii**

Dakkan ke Vali ne mujhe godii meN khilaayaa

Sauda ke qasiidoN ne meraa Husn baRhaayaa

hai Miir kii 'azmat kih mujhe chalnaa sikhaayaa

maiN DaaGh ke aaNgan meN khilii ban ke chamelii

Urdu hai meraa naam maiN Khusrau kii paheliiGhalib ne bulandii kaa safar mujh ko sikhaayaa

Hali ne muravvat kaa sabaq yaad dilaayaa

Iqbal ne aa'iinah-i-Haq mujh ko dikhaayaa

Momin ne sajaa'ii mere KHvaaboN kii Havelii

Urdu hai meraa naam maiN Khusrau kii paheliihai Zauq kii 'azmat kih diye mujh ko sahaare

Chakbast kii ulfat ne mere Khvaab saNvaare

Faani ne sajaa'e merii palkoN pih sitaare

Akbar ne rachaa'ii merii be-rang hathelii

Urdu hai meraa naam maiN Khusrau kii paheliikyuN mujh ko banaate ho ta'assub kaa nishaanah

maiN ne to kabhii Khud ko musalmaaN nahiiN maanaa

dekhaa thaa kabhii maiN ne bhii KhushiyoN kaa zamaanah

apne hii vatan meN maiN huuN magar aaj akelii

Urdu hai meraa naam maiN Khusrau kii paheliiIqbal Ash_har

............................................................................................................* Khusrau seems to be pronounced Khusro** I always thought that only a female could have a "sahelii". Should

the poet have incorporated a female poet here instead of Ghalib?Naseer



Dil Mera Paheli Hai Mp3 Download


DOWNLOAD 🔥 https://tlniurl.com/2y2EhP 🔥


 ff782bc1db

adobe acrobat reader download for chrome

netflix apk for android tv

thdc logo download

chess titans free download

download english podcasts