Guru rang laga Sant rang laga
Mere man ka Samsaya bhaga
Guru rang laga Sant rang laga
Mere man ka Samsaya bhaga
Jab ham reheli hatal Deewani
Tab piya mukh ho na bole
Guru rang laga Sant rang laga
Mere man ka Samsaya bhaga
Jab dasi bhai hak barabar
Sahib antar khole
Jab dasi bhai hak barabar
Sahib antar khole
Sanche man te sahib mere
Sanche man te sahib mere
jhute man te bhaga
bhagat janam aise sahib milano
kanchana sang suhaaga
bhagat janam aise sahib milano
kanchana sang suhaaga
Lok laaj khul ki mariyaada
Lok laaj khul ki mariyaada
Thori diya jas dhaga
Thori diya jas dhaga
keht kabir suno bhai sadho
keht kabir suno bhai sadho
bagh hamara jaaga
Guru rang laga Sant rang laga
Mere man ka Samsaya bhaga
Jab ham reheli hatal Deewani
Jab ham reheli hatal Deewani
Tab piya mukh ho na bole
Guru rang laga Sant rang laga
Mere man ka Samsaya bhaga
Guru rang laga Sant rang laga
Mere man ka Samsaya bhaga