zara si nazar galti mein dhundla sa dekh le tujh ko kaam mein,

toh tera pura aangan, chhajja, mahaula nazron ki bandook taan leta hai uss pr;

"insaan" nhi, katei kohinoor maloom padte ho.

dhyaan se; kahi koi sach ki awaari loot na le ghar tumhara.

aur apsara hi ho koi, rahegi humesha, aisi hi, humari dua. | 28.09.26 /D0 | ALY by M.

| विपरीत बुद्धि; काणा राजा |