✨ الحمدللہ رب العالمین ✨


"aur jab log samajhte the ki main akeli hoon, tab main apne Rab ke kalaam ke sath thi..."

Do saal ki anthak mehnat aur akeli kamar mein ghanton baith kar din-raat likhne ke baad, Aaj Allah Ta'ala ke karam se mere 12 pare mukammal ho gaye hain! 🤲📖

Log aksar mujhe akeli baith kar likhte dekh kar bolte the ki ye pagal ho gayi hai, raat-din kamar mein akeli padi rehti hai... Par Alhamdulillah, unhe kya pata tha ki un akele lamhon mein mera Rab mujhse kya mubarak kaam le raha tha! Main akeli nahi thi, main toh Quran-e-Pak ke lafz, unka tarjuma aur tafseer likh rahi thi. ✍️❤️

Aaj pehla para meri website par upload ho chuka hai. Aap sab se guzarish hai ki is link par click karke isey padhein, faida uthayein aur mujhe apni khas duao mein yaad rakhein:

🔗 [https://www.alquranwordbyword.com/home]

Plz isey aage bhi share karein taaki zyada se zyada log Quran-e-Pak ki hidayat se munawwar ho sakein. 🌸


Quran Arabic and English with Roman Text, Word-by-Word Urdu & English Translation, and Tafseer (Para 1)قرآن عربی اور انگلش - رومن ٹیکسٹ، لفظی اردو و انگریزی ترجمہ اور تفسیر کے ساتھ (پارہ ۱)

(Para 1) Quran Arabic and English with Roman Text, Word-by-Word Urdu & English Translation, and Tafseer  قرآن عربی اور انگلش - رومن ٹیکسٹ، لفظی اردو و انگریزی ترجمہ اور تفسیر کے ساتھ (پارہ ۱)