tipsandtricks

My favourites

some of my favourite lines

Poems | Shers | Puzzles

Poems

"कोई दीवाना कहता है, कोई पागल समझता है

मगर धरती की बेचैनी को, बस बादल समझता है

मैं तुझसे दूर कैसा हूँ, तू मुझसे दूर कैसी है

ये तेरा दिल समझता है, ये मेरा दिल समझता है

मोहब्बत एक एहसासों की, पावन सी कहानी है

कभी कबीरा दीवाना था, कभी मीरा दीवानी है

यहाँ सब लोग कहते है, मेरी आँखों में आँसू हैं

जो तू समझे तो मोती है, जो न समझे तो पानी है

समुन्दर पीर का अन्दर है, लेकिन रो नहीं सकता

ये आंसू प्यार का मोती है, इसको खो नहीं सकता

मेरी चाहत को दुल्हन तू बना लेना मगर सुन ले

जो मेरा हो नहीं पाया, वो तेरा हो नहीं सकता

भ्रमर कोई कुमुदनी पर मचल बैठा तो हंगामा

हमारे दिल में कोई ख्वाब पल बैठा तो हंगामा

अभी तक डूब कर सुनते थे सब किस्सा मोहब्बत का

मैं किस्से को हकीकत में बदल बैठा तो हंगामा"

~ डॉ कुमार विश्वास

आज एक बार फ़िर सुरज को उगता देखो

और चान्द को चान्दनी रात मे जागता देखो

क्या पता कल ये धरती

चान्द और सुरज हो ना हो

आज एक बार सबसे मुस्करा के बात करो

बिताये हुये पलों को साथ साथ याद करो

क्या पता कल चेहरे को मुस्कुराना

और दिमाग को पुराने पल याद हो ना हो

आज एक बार फ़िर पुरानी बातो मे खो जाओ

आज एक बार फ़िर पुरानी यादो मे डूब जाओ

क्या पता कल ये बाते

और ये यादें हो ना हो

आज एक बार मन्दिर हो आओ

पुजा कर के प्रसाद भी चढाओ

क्या पता कल के कलयुग मे

भगवान पर लोगों की श्रद्धा हो ना हो

बारीश मे आज खुब भीगो

झुम झुम के बचपन की तरह नाचो

क्या पता बीते हुये बचपन की तरह

कल ये बारीश भी हो ना हो

आज हर काम खूब दिल लगा कर करो

उसे तय समय से पहले पुरा करो

क्या पता आज की तरह

कल बाजुओं मे ताकत हो ना हो

आज एक बार चैन की नीन्द सो जाओ

आज कोई अच्छा सा सपना भी देखो

क्या पता कल जिन्दगी मे चैन

और आखों मे कोई सपना हो ना हो

क्या पता

कल हो ना हो ....

Bhartiya rail ki general bogie - Pradeep Chaube

Bhartiya rail ki general bogie, pata nahi aapne bhogi ya na bhogi

Ek baar hume karni pade rail yatra,station par dekh sawariyon ki maatra

Humare pasine chutne lage aur hum wahi se ghar ki aur phutne lage

Tabhi ek coolie ne awaaj di, kaha andar jaoge ?

Humne kaha tum pahuchauge ?

Kaha pahuncha to denge par rupay pure pachaas lenge

Humne kaha pachaas rupaiya, wo bole haan bhaiya

20 aapke baaki samaan ke, humne kaha samaan to hai nahi

To wo bola aap kya kisi samaan se kam. kandhe pe uthana hoga aur dhakka deke andar pahunchana hoga.

Humne kaha thik hai to phir pehle to hume uthao

Usne jai bajrang bali ka naara lagaya pehli baar uthaya to baith hi gaya

Dusri baar uthaya to lait hi gaya

Haath jod kar humse bola jajman kya kha kar hum aapko uthayenge

Aapko uthate uthate to hum duniya se uth jayenge.

Tabhi train ne siti di, andar ka drashiya to aur bhi ghamasaan tha,

Pura ka pura dibba apna aap mein Hindustan tha,

Koi baitha koi khada tha aur jise jagah na mili wo seat ke niche pada tha

Humne ek ganje se kaha bhai sahaab thodi hamare liye bhi jagah banaiye

Ganje ne kaha aaiye hamare sar pe baith jaaiye phisal gaye to humse na kehna

Tabhi ganje ke sir pe giri paani ki garam garam boondein

Ganja chilaaya kaun hai kaun hai jo paani gira ke maun hai

Dikhta nahi niche tumhara baap baitha hai

Tabhi upar ki berth se awaaj aayi baap nahi bhai sahaab 6 mahine ka bacha leta hai

Kripaya kar apna muh band karle warna bache ka kya bharosa aage kya kya parose

Tabhi ek aadmi chilaaya ye bidi kisne jalayi hai

Humne kaha shukra manao dibbe mein pehli baar bijli aayi hai

Weh bola to phir pankhe kaha hai, humne kaha jaante nahi rail humaari rastriye sampatti hai,

Koi rastriya chor aaya hoga aur apne hissa le gaya aur hamara hissa hume de gaya

Aap chahe to aap bhi apna hissa le jaaye par jeb mein jo do char bulb pade hai usme se ek aadh hume bhi de jaaye

Tabhi ek aadmi chillaya pakdo pakdo chor chor mera purse maar ke le gaya ticket bhi usi mein tha

Humne kaha bhaisahaab ticket na liya to humse haath milaye par aise to na chilaaye warna aapke saath saath hum bhi pakde jaayenge.

Weh aadmi bola nahi nahi main jhuth nahi bolta main teacher hoon

Humne kaha teacher aur purse isse bada majak to humne itihaas mein nahi suna

Weh bola itihaas kya hai mera subject to bhugol(geography) hai

Piche se tabhi ek bacha bola beta tabhi to tera purse gol hai

Tabhi gaadi chalti hui najar aayi kisi na kaha ya ali kisi na kaha jai bajrang bali

Humne kaha are kaahe ki ali aur kaahe ki bali gaadi bagal waali ja rahio hai aur

Tumhe apni chalti najar aa rahi hai.

--------------------------------------------------------------------------------------------

Shers

Kisi ne dil ka haal batana chod diya…

Humne bhi gharayi mai jana chod diya…

Jab usko hi duriyon ka ehsaas nahi to…

Humne bhi ehsaas dilana chod diya…

baadlon ke dermiyan kuch aisi sajish hui,

mera ghar mitti ka tha mere hi ghar barish hui,

usko bhi zid hai bijliyan girane ki,

or hame bhi zid hai wahi aashiyan banane ki

Pal hi aesa tha ki hum inkar na kar paye…

Zamane ke dar se ikraar na kar paye…

Na thi jinke bina zindagi munasib…

Chod diya sath unhone aur hum sawal tak na kar paye…

raat hui jab shaam ke baad,

teri yaad aayi har baat ke baad,

humne khamosh reh kar bhi dekha,

teri aawaz aayi har saans ke baad.

mat intezaar karao hume itna

ki waqt ke faisle par afsos ho jaye

kya pata kal tum laut kar aao..

...aur.. hum khamosh ho jaye!!!

Hum lafjon se kuch izhaar nahi karte,

isska matlab yeh nahi ki hum pyaar nahi karte..

chahte hain hum unhe aaj bhi par....

unki soch mein apna waqt barbad nahi karte....!!

tamasha na banjaye mohabat meri,

isliye apne dard ko bayan nahi karte...

jo kuch mila hai usi mein khush hun main,

uske liya khuda se takraar nahi karte

par kuch toh baat hai fitraat mein jalim...

varna unhe chahane ki khata baar baar nahi karte...!!!!!

koi chhup ke roye,

koi dikha ke roye,

hume rulane wale bhi hame rula kar roye

marne ka maja to tab hai yaaron

jab kaatil bhi janaje per aakar roye

Likh sakte kisi ki taqdir agar hum,

Aapki taqdir mein har khushi likh dete,

Jo mod aapko kamyabi dilaye,

har lakeer ko ussi taraf mod dete

Puzzles If you can solve them good...else mail at mkatiyar@gmail.com for answers or hunt google.

1) int i, n = 20;

for (i = 0; i < n; i--)

printf("-");

You have to print '-' 20 times. By adding or removing or replacing only a single character from the code.There are 3 possible solutions for the above question. What are they?

There is one more soln. which prints 21 times.

2) A circle of radius 'r' is cut from a circle of radius '2r' touching its edge.

a)Divide the remaining part in 3 equal parts.

b)Divide the remaining part in 5 equal parts.

c) Write an algo to divide it in 'n' equal parts, specify boundary conditions if any.

3) 1000 coins are placed on a table with random 300 of them facing head. Close your eyes and divide them in two piles such that both the piles contain equal number of heads.

4) Find the next term in the below series ...

2, 1, -1 , -2 , 9 , ??