dil bethay tujh pe haar piya . Kr to b ham se piyar piya. Ab drd ka darman kon bnay. Ham barsoon se bimaar piya.in galiyoun me kch bhool gye. Dil roye zar o zar piya. Kiyun chup chup gum sum rehty ho. Ye pochen ham se yaar piya.kch dil b bojhal bojhal hy.kch yadoon ka anbhar piya, ham tujh se hen nraz bht. Yeh bhool gye har baar piya. Kis haal me hy ab diwana. Aa dekh sar e bazar piya. Ik khwab ajb sa dekha tha . Ham us din se bezar piya. Ab neend b ham se roth gyi. Phir kese ho didar piya. Ab keh daalo to behtr hy .jo krna hy iqrar piya. Dil gham se he phat jaye ga. Kr dena na inkar piya. (imtiaz 00966508396378)

kbi hum b baise tuqeer howa karty,

 tary shahr ki jagir howa karty thy.

itna acha to na tha nam humara pr tary hath py tahrer howa karty thy

ary humy to gostha bana dia is zamany ny warna

asy chup thy k tasveer howa karty thy,


Sans Lete Hain Jo Zindagi Ke Liye Mp3 Download


Download Zip 🔥 https://urllio.com/2yGbPw 🔥



hukmaran mujh kobaharon ka banaya jae

taj kanton ka mere sar pe sajayajae

har koi ab to gonahgar bana betha hai

parsai ka hunnar mujh ko sikhaya jai

mot barhaq hai per mere guzarish ye hai

zinda insan ka janaza na othaya jae

muj se bad_e_ bahri ro kar kaha tari kismat baharo k kabil nea

 tari dunia ha ashkoo ma dobi hoi tari anhky nazaro k kabil nea

 mari kasti ko tofanoo ne bose dia boli moje talaa tum muje dahk k

 tari taqdir ma ha bavr hi bavr tari kashti kinaro k kabil nea

Alfaz k jhootey bandun mein aaghaz k gehray pardon mein har shakhs muhabat karta hai hala k muhabat kuch b nahi sub jhootey rishtey natey hein sub dil rakhney ki baatein kab kon kisi ka hota hai sub asli roop choopatey hein ehsas se hali log yahan lafzon k teer chalatey hein ek bar nazar mein aa k wo phir sari umer rulatey hein yeh ishko muhabat mehro wafa sub kehnay ki baatein hein har shakhs khudi ki masti mein bus apni khatir jeeta hai bus apni khatir jeeta hai

YAD REKHNA OR PHIR BHULA DENA

USKI ADAT HAI YOUN SAZA DENA.

APNI MUHABHAT MEIN ZARA SADGI DEKHO.

JO CHOR JAYE US KO B DUA DENA.

WO KEHTA HIA MUHABAT MEIN KUCH FASLA RAHE.

HUM CHAHTE APNA SUB KUCH LUTA DENA.

EK GUZARISH HAI AGAR MAAN JAOTO.

WAFA K BEDLE HAMESHA WAFA DENA.

THE BEST GHAZAL

Ek chadar ko rah-emehbob may bicha dena

men mar jaon to usse mera kafan bana dena

thori c khak un k qadmon ki lai qubar k lia

ek aasun un ka mujh pe gira dena

bhot ray ga mujhay dekh dekh kar wo shaks

is lia der na laga na mujay jaldi dafna dena

laga na aik poda meri qbar k serhanay

mere yarr k aassun osko pila dena

agar bhot roy meri qbar par wo a kar

TO NIKALL MUJHY WAHAN SE R JALA DENA

Usey apni zid ki fikar thi, Mujhe apney payar ka khayal tha, Na mil sake hum phir kabhi, Wo hamari mohabbaton ka zawal tha, Mere liye us ka sath hi sub kuch tha, Us k liye ye sub mazak tha, Usey bus apni manziloon ki fikar thi, Yahan meri zindagi ka sawal tha.

Aik larki galli se guzara karti thi

uss k chere pe naqab howa hota tha

aik larka roz usse dekh kar baat karne ki koshish karta tha

magar wo jawab na deti R sida nikal jaya karti thi agley roz wo larki

phir gali se guzzri magar usse wo larka nazar nahi ayaa phir uss larki ne uss larke ke hamra se pocha kaha hai Wo

ussne bataya ap ko ane may der hoo gai uss diwane ki mouth hoo gai uss hamra ne apna farz nibhaya uss larki ko qabar tak lay aya wo larki qabar pe RONE lagi apne Aasuno se qabar ko dhone lagi phir upar se aik awaz aii yaaah KUDHA yeeh kessa INQALAB aya hai aj may parde may hoon R mera MEHBOB be naqab aya hai

usy muskorny ki adat the ya dil kuch or smja tha

us nay kaha aao nae donya basty ha usy soje sarart the ya dil kuch or smja tha

hamsa say us ki ankho may dagay ka rung hota tha ya us kay eam halt thay ya dilkuch or smja tha

I was finding this poem. thanx to give me the oppertunity to read this poem after about ten yeats. this was my fav poem in my college life. now i am abroad and dont have an oppurtunity to by a book. thanx again

khvab marte nahin

khvab to raushani hain, nava hain, hava hain

jo kale paharon se rukte nahin

zulm k dozakhon se bhi phukate nahin

raushani aur nava aur hava k alam

maqtalon main pahunch kar bhi jhukate nahin

Ma kise suna raha hoon ye ghazal mohabbaton ki

Kahin aag saazishon ki kahin aanch nafraton ki

Koi baagh jal raha hai ye magar meri duaa hai

Mere phool tak na ponhche ye hawa tamazaton ki

Mera kon sa hai mausam mere mausamon ke wali

Ye bahaar be.dili ki ye khizan mohabbaton ki

Ma qadeem baam-o-dar ma unhen ja ke dhoondhta hoon

Wo dayaar nikhaton ke wo fizaayein chahaton ki

Mere kaaghazon ma shayed kahin ab bhi so rahi ho

Koi subha gulstan ki koi shaam parbaton ki

kahin dasht e dil ma shayed meri raah tak rahi ho

Wo qitar jugnuon ki wo mehak hari ruton ki

Ye nahi ke dab gaii hai kahein gard e roz o shab ma

Wo khalish mohabbaton ki wo kasak rafaqaton ki 152ee80cbc

mm3 font download

kiss black diamond download

how to download popcorn time on laptop