Refrain: Mhare ab ke bachai le mori ma, jamaido (batavdo) aayo, levane Are levai levane, ho lai jaavane Mhare ... Verses: Bole jamai suno sasuji, sun lo mhari baat Ab ki bar hoon leva re aayo, begi karo taiyar Jamaido aayo, levane ... Bole sasuji suno jamai, sun lo mhari baat Mhari ya chori, balak bholi, kaise karu han tharu laar Batavdo aayo, levane ... Panch tatva aur tin gun hai, thari kaya ka mahi Ya vastu to hai parai, thara ghar hai rehva ki nahi Jamaido aayo ... Ath kothari das darvaza, inhi kaya ka mahi Ya me lupti chupti phirun me, baiya pakad le jai Jamaido aayo ... Savan ka sathra gaya aur tadke tij tyohar Khelva ki man me reh gayi, sang saheliyari laar Batavdo aayo ... Sat bhaya ki ek ladli, sir par pheryo hath Kahe kabir suno bhai sadho, lara dhar li re va ri bat Jamaido ayo, levane ... | Translation: |