Meeting people in Hindi

Meeting people: लोगों से मुलाकात

Phrases you can use when you meet people in India

English

Hindi in Roman

Hindi in Devanagari

Hi/Hello!

Namaste

नमस्ते

How do you do!

aap kaise hain

आप कैसे हैं?

I am fine.

main thiik huun

मैं ठीक हूँ।

How are you?

aap kaise/kaisii hain

आप कैसे / कैसी हैं?

My name is Mark/Kelly

mera naam mark /kelly hai

मेरा नाम मार्क / केली है

Glad to meet you

aap se milkar acchaa lagaa

आप से मिलकर अच्छा लगा

Me too!

mujhe bhii

मुझे भी

Would you like have coffee/tea?

Kyaa aap kaufi /chai piinaa pasand karenge/karengii

क्या आप कॉफी / चाय पीना पसंद करेंगे / करेंगी

Yes

haan

हाँ

No

nahiin

नहीं

Where shall we go?

Kahaan chalen?

कहाँ चलें?

Let’s go to this coffee house/tea shop

is kaufi haauus/ chai ki dukaan me chalte hain

इस कॉफी हाऊस / चाय की दुकान में चलते हैं

It’s very hot here

yahan bahut garmii hai

यहाँ बहुत गर्मी है

Is it always like this in India?

kyaa bhaarat me hamesha aisa rahata hai?

क्या भारत में हमेशा ऐसा रहता है?

No! It’s hot only in summers

nahiin ! Sirf garmii ke mausam me.

नहीं। सिर्फ गर्मी के मौसम में

Where are you from?

aap kahan se hain?

आप कहाँ से हैं?

I am from Australia

main Australia se huun

मैं आस्ट्रेलिया से हूँ

Where do you live in Agra?

aap aagraa me kahaan rahate/rahati  hain?

आप आगरा में कहाँ रहते / रहती हैं?

I live near Taj Mahal

main taaj mahal ke paas rahataa /rahatii huun

मैं ताज महल के पास रहता / रहती हूँ

What do you do for living?

aap kyaa kaam karte/kartii hain?

आप क्या काम करते / करती हैं?

I am a teacher / Businessman

main adhyaapak / vyaapaari huun

मैं अध्यापक / व्यापारी हूँ

How long will you be in India?

aap Bhaarat me kab tak rahenge?

आप भारत में कब तक रहेंगे?

I will be here till December

main Bhaarat me disambar tak rahuungaa/rahuungii

मैं भारत में दिसंबर तक रहूंगा/ रहूंगी

I am here for Business/Travel

main yahan vyaapar /ghumne ke liye aayaa / aayii huun

मैं यहाँ व्यापार / घूमने के लिये आया हूँ

Where are you staying here?

aap yahan kahan rah rahe/rahii hain?

आप यहाँ कहाँ रह रहे /रही हैं?

I am staying at this hotel

main iis hotal me rah raha/rahii huun

मैं इस होटल में रह रहा/ रही हूँ

How far is the railway station from here?

yahaan se relve steshan kitnii duur hai

यहाँ से रेलवे स्टेशन कितनी दूर है

Its two Kms from here

Yahaan se do kilo miitar duur hai

यहाँ से दो किलो मीटर दूर है

Ok! I will go now.

Thiik hai. main ab jaataa huun

ठीक है. मैं अब जाता हूँ

Thank you

dhanyavaad /shukriyaa /thaink yuu

धन्यवाद / शुक्रिया / थैंक यू

Bye

Baaye/ phiir milte hain

बाय / फिर मिलते हैं

 

Note : Notice kaise, rahe, aayaa, rahuungaa (used with masculine subjects) Vs kaisii rahii, aayii, rahuungii (used with feminine subjects)